Top 11 Famous & Memorable Dialogues Of ‘Ajay Devgan’


0

11 12 13 14 15

 

We bring to you a list of the most memorable dialogues of the Bollywood Singham “Ajay Devgan”.

 1) Aag joh dil mein lagi hai, usse duniya mein laga doonga main … joh teri doli uthi, zamaane ko jalaa doonga main- DILJALE

2) Hum mein toh apno ne loota, gairon mein kahan dum tha … meri kishti thi doobi wahan, jahan pani kam tha – DILWALE

3) Yeh aankhen, yeh chehra, yeh noor … insaan ho ya pari ho tum – DILWALE

4) Jisme hai dum … to fakht Bajirao Singham- SINGHAM

5) Kuttoon ka jhund kitna bhi bada ho … uske liye ek sher hi kaafi hota hai – SINGHAM

6) Na main Dilli waala, na main CBI waala … ek behen ka bhai, ek maa ka beta … himmatwala! – HIMMATWALA!

7) Aap namak ka haq ada karo … main mitti ka haq ada karta hoon – THE LEGEND OF BHAGAT SINGH

8) Maa Sherawali ka haath hai mujhpar … chahe saikadon dushman aa jaye zameen par … ek ek ko zinda ghaad dega yeh himmatwala … yahinpar – HIMMATWALA

9) Jiski nazar game se hati … samjho woh game se hat gaya – COMPANY

10) Confidence bahut kutti cheez hai … agar nishane pe lag jaye to kamaal hai … warna bawaal hai – AAKROSH

11) Kabhi mujhko hasaye, kabhi mujhko rulaye … mujhe kitna sataati hai … woh ladki bahut yaad aati hai – QAYAMAT

 

 

BY RAVI AGNIHOTRI

 


Like it? Share with your friends!

0
BMS Team

We, at BMS.co.in, believe in sharing knowledge and giving quality information to our BMS students. We are here to provide and update you with every details required by you BMSites! If you want to join us, please mail to [email protected].

60 Comments

Facebook comments: