Hariyali tyohar messages in hindi – Hariyali Teej 2014 Wishes


0

Hariyali tyohar messages in hindi

 

Humne manai Teej
Tumne manai Eid
Humne jhule jhua
Tumne khai sewaiya
Tum bhi gaate geet
Hum bhi gaate geet
Kyo nahi ab hum
Aapas me manate
Teej aur Eid

 

 

Teej Ka Tyohaar Kitna Pawan Hai Pyar Ka
Shradhha Sey Bhara Dil Ke Vishwaas Ka
Pairo Mein Payal Ho, Chamke Maathe Pe Bindiaa
Saato Janam Ke Milan Ke Ehsaas Sa!

Happy Teej!

 

Khushiyan, Hariyali aur mohabbat,
Din hai ayaa aaj ek khoobsurat,
Aayo sang main karen KaniKanal
Vishu se hoN hum sab aur Khushhaal

 

Teej Ka Vrat Hai Bahut Hi Madhur Pyaar Ka,
Dil Ki Shraddha Or Sachey Vishvaas Ka,
Bichhiyaa Pairon Mein Ho, Maathe Par Bindiya,
Har Janam Mein Milan Ho Hamara Piya ,,,,

 

Vrat Teej Ka Bohat Madhur Hai Pyar Ka
Shraddha Dil Se Aor Sacche Vishwaas Ka
Pairo Mein Bichhua Ho Aor Ho Maathe Pe Bindiya
Har Janam Mein Humko Mile Man Chaha Piya!
Happy Hartalika Teej

 

Maa Parvati app par apni krupa humesha banaye rahkhee.
Apko Teej ki Shubh Kamnaye

 


Like it? Share with your friends!

0
BMS Team

We, at BMS.co.in, believe in sharing knowledge and giving quality information to our BMS students. We are here to provide and update you with every details required by you BMSites! If you want to join us, please mail to [email protected].

0 Comments

Facebook comments: