Happy Eid al-Azha 2014 FREE Messages, SMS, Greetings, Status Free Download


0

Udasyoon ki shaam or yadoon ka samaan
apni palkon pa sitaray hargiz na laain gay

rakhna sambhal k tum chand khusihyan mery liay
main lout kar aaon ga phir eid manien ge

****************

Kya jashan manaoon ke aaj Eid hai,
ya dard e dil jagaon ke aaj Eid hai,

lagaya nahi ha us ne galay pyar se mujhay,
main kaise maan jaon ka aaj Eid hai

***************

Qaatal hijaab k pardoon ko kaat dallo,
Dikhlla do rukh ka nazara ke Eid aye ha.

Saara saal hum nay judai main guzaar hi dia,
Ab nahin ho ga guzaara k Eid aye ha.


Like it? Share with your friends!

0
BMS Team

We, at BMS.co.in, believe in sharing knowledge and giving quality information to our BMS students. We are here to provide and update you with every details required by you BMSites! If you want to join us, please mail to [email protected].

2 Comments

Facebook comments: