Top 9 Famous & Memorable Dialogues Of ‘Paresh Rawal’


0

402px-Paresh_Rawal_still4 11111111111111111111111111

 

 

We bring to you a list of the most memorable dialogues of the finest actor “Paresh Rawal”. 

1) Yeh Baburao ka style hai- Hera Pheri (2000)
2) Khushiyan kisi ki mohtaj nahin hoti, dosti yunhi ittefaq se nahin hoti … kuch toh maine honge is pal ke, warna yunhi aapse mulaqat nahin hoti-table number 29
3) Kutriya saala, dekh ke number dial kar! – Hera Pheri (2000)
4) Jahan dharm hai na, wahan satya ke liye jagah nahi hai … aur jahan satya hai truth hai, wahan dharm ki zaroorat hi nahi hai-oh my god
5) Waqt pe shaadi na karo … toh aadmi bahek hi jaata hai-damini
6) Kisi sharif ke kaminepan ko dekhne mein joh mazaa aata hai na … woh kisi harami ke haramipan mein nahi-Table number 29
7) Sachchi baat hoti hai na woh sharaab se bhi zyada kadvi lagti hai-oh my god 
8) Tumhari tarah Mahatma Gandhi bahet gaye hote ghar mein … biwi biwi beta beta karte huye … toh tum aaj bhi kisi angrez ke ghar mein latrine saaf kar rahe hote-nayak
9) Utha le re baba, utha le … mereko nahi re, in dono ko utha le-hera pheri
BY RAVI AGNIHOTRI

Like it? Share with your friends!

0
BMS Team

We, at BMS.co.in, believe in sharing knowledge and giving quality information to our BMS students. We are here to provide and update you with every details required by you BMSites! If you want to join us, please mail to [email protected].

0 Comments

Facebook comments: