Aao Baithe Sang Aaj Shaam,
Kare Pooja Aur Mata Tak Pahunchaye Paigaam,
Humare Patiyon Ki Umar Ho Lambi,
Bas Yehi Mile Is Vrat Ka Inaam…
Karwa Chauth Mubarak
Maherban Hai Aaj Ham Par Bhagvan
Hamko Diya Hai Pyaare Pati Ka Vardaan
Yeh Hai Karwa Chauth Ki Kamyaabi
Aur Hamara Dil Karta Hai Wah Wai.
!! Happy Karwa Chauth !!
14 Comments