Aye BakrID tum jab bhi aana,
Sab ke liye bus khushiyan lana,
Har chehre par hansi sajana,
Har aangan mein phool khilana,
Jo roye hain unhen hansana!
Jo roothe hain unhen manana.!
Jo bichday hain unhen milana!
Piyari EID tum jab bhi aana!
Sub ke liye khushiyan lana.
Bakrid Mubarak……
******************************************************
Eid leke aati hai dher sare khushiyan,
Bakrid mita deti hai insan mein duriyan,
Bakrid hai khuda ka ek nayam tabarok,
Isi liye kehate hain sab Bakrid MUBARAK 2013
******************************************************
Aaj Khuda ki hum par ho Meharbani,
Karde maaf hum logo ki sare Nafarmani,
Bakrid Ka din aj aao milka kare yahi wada,
Khuda ka hi raho mai hum chalange sada.
Sare Musalman ko BAKRID MUBARAK
2 Comments