Suraj Ne Puchha He Phoolo Se,
Aaj Tum Itne Khush Kyu Ho,
Phoolo Ne Kaha Muskurate Hua Kaha,
Aaj Pyara Sa Karva Chauth He….
Muhabbat aik aisi bhi,
Khuda ki banai moti si,
Bhook pyaas se aur chamke..
Aise fitrat karva chauth ki jyoti si…
Aaj mujhe aapka khaas intezaar hai,
Ye din hai karvachauth ka..
Apki lambi umra ki mujhe darkaar hai..
Jaldi aana, yakin karna apke liye sab chorr baitha apka pyar hai !
15 Comments